I am very upset to day, last night mom dad ka bahut jhagda hua, and mom sari rat roti rahi,
Jab kabhi mom dad ka jhagda hota hai, mujhe apna future dark dikhne lagta hai………..
Sayad ab mere hansi khel ke din pure ho chuke??????
You know about my past history, that I write on in - who I am?????
Dad is not real for me’’’’’’’’’’’
But he love me more than Gautam and Jyotsna , he have never partiality among ours……………
So meri bhi kuch jimme dari hai,,,,,,,,,,,,,,
Jo dad ko pasand nahi mom ko nahi karna chahiye after all unhone bhi kuch secrifice kiya hai….
But kis se kya kahun}}}}}}}}{{{{{{{{
Lagta hai sari meri galti hai because I am only think which is a proof of my moms past dark life.
Unke old LOVE ka mai jita jagta sabut hun aur ye bhi ki unka decision galat tha .
But meri koi bat bhi nahi karta mano mera name na lekar wo koi mujh per ahsan kar rahe hai…
Aur sare jhagde ki jad main hun ye mai janti hun…….
Mera mind short ho jata hai
Barhal kuch bhi kaho , jab hamare perent ka dispute hota hai’’’’
Ham bhai bahno ki kubh banti hai…….
Today maine jyotsna ke sar ki malish ki…
And jyotsna ne mere liye testy tea banai;;;;;;;;;;
Gautam ka to mere bina baise bhi koi kam nahi banta’’’’’’
Hamne sath sath badminton khela
One side gautam hua and other side I and jyotsna but iske babjud Gautam jit gaya he is a very good player of badminton……
In evening hamne chess khela , is me mai Gautam ko hara deti hun…….
Jyotsna bahut din se mujh se chass sikhane ko kah chuki thi aaj usko chess bhi sikhaya….
We all desided ki hamare perent ka jhagda bhi ho tab bhi ham alag nahi hoge and always sath rahenge’’’’’’’’
Ham tino ne ek dusre se promise kiya hai…………
Last time one year pahle mom dad ka itna bada jhagda hua tha and divorce tak bat pahunch gai thi. Tab mom naraj hokar bank ki service se leave lekar nana ke yaha chli gai thi……
But mai dad ke sath rahi ………….
And ham tino bacchon ne hi dad ko smjha - bujha kar or flatter karke unhe mom ko manane bheja aur phir sab kuch tikh ho gaya. Tab jyotsna ne bahut acchi acting kee thi bo aise aansu tapka-tapka ke roi ki dad one second me mom ko manane pahunch gai……..
But thank god mom dad ka dispute is bar long nahi gaya……………..
Sunday, January 24, 2010
Subscribe to:
Posts (Atom)